MTNL Triband Broadband 749 Plan Launched In Delhi! (2mbps Night Unlimited)

  • Thread starter Thread starter genexed
  • Start date Start date
  • Replies Replies 1,222
  • Views Views 143,613
contact them at around 12 not before that :)oye mogli kya download kar raha hai.. mai bhi karunga :yahoo:
 
contact them at around 12 not before that :)

oye mogli kya download kar raha hai.. mai bhi karunga :yahoo:
tu bhi aaja tease karne :madness:
 
tu bhi aaja tease karne :madness:
are yaar tease kahan kar raha hu.. mai to dil se dua karta hu ke kal subah tak tum sabka upgrade ho jaye :)
 
yaar mujhe to ab darr lag raha hai ki kahi hamari plan change hone ki info un tak pahuchi bhi hai ki nahiwarna main itna bhi unlucky nahi hoon ki last 3-4 main reh jaaoon:confused::confused::confused::confused:
 
yaar mujhe to ab darr lag raha hai ki kahi hamari plan change hone ki info un tak pahuchi bhi hai ki nahi
warna main itna bhi unlucky nahi hoon ki last 3-4 main reh jaaoon:confused::confused::confused::confused:
bhai ab toh tum humaray unlucky group main ho...socho aagay kya karna hai?
main soch raha hoon ki kidwai bhawan chala jaoon ek bar but prob is
i only have free time on saturdays n sundays:(
 


bhai ab toh tum humaray unlucky group main ho...socho aagay kya karna hai?
main soch raha hoon ki kidwai bhawan chala jaoon ek bar but prob is
i only have free time on saturdays n sundays:(


aur mera prob. yeh hai ki main uthta hi 2-3 baje hoon:):)
 
aur mera prob. yeh hai ki main uthta hi 2-3 baje hoon:):)
toh kya hua 12 baje ka alarm laga le kal,phone karke phir so jayio :rofl:

then try a proxy ... ;) i mean send someone from ur side perhaps a friend in place of u...

:thumbsup::thumbsup:
 

Back